Friday, January 14, 2011

toh samajho..........jeena aa gaya

samay ko pahachaanna


prasang ko jaanna


maanas ko samajhna


aur mukaddar ko lapakna aa gaya


toh samajho............



jeena aa gaya


jindgi ka ras


peena aa gaya

No comments:

Post a Comment